Shor duniya mein yeh hogaya
Aaj paida Masih ho gaya (2)
1. Gadariya raath mein bhedo ko
Charathe the (2)
Dhuth sandesh yeh degaya (2)
Aaj paida Masih ho gaya (2)
2. Swarg jhum jhum karke yeh
Gatha tha (2)
Sara duniya ka nur aagaya (2)
Aaj paida Masih ho gaya (2)
3. Majhuse sona murali ban leke
aya tha (2)
Maatha mariyam ka lal aagaya (2)
Aaj paida Masih ho gaya (2)