Ham sabka hai thuhi sitara
Param pithane hai - thuj ko bheja
1. Ek sitara aa chamka purab Ki...
Hi jaanib se
Thu Masiha ban ke aaya
Ham sab keliye swarg se
Zami pe thu thahaya
Bethlehem ke astabal mein
Salib utake thune pukara
Maanavatha ko us karz se
O Yeshu pyare thu saagar hai Daya ka
Thune sab ka jeevan savara
|| Hum Sab ||
2. Ham sabhi ko thune paya
Adharm ke darshan mein
Papiyo ne thujhe sathaya
Apne us chalbar se
Muskara ke thune kaha tha
He pita inhe maaf karna
Na samajh hai yeh loag sare
Ye na jane yeh kya kar rahe hai
O Yeshu pyare
Thu hi hai hamara
Thujhko sab ne milke pukara (2)
|| Hum Sab ||